Bikhare panne hai ye jindagi
Kabhi aaj to kabhi kal
Mai hu yaha mai hu tanha
Mera wajood mera samman
Sab taar taar hai
Kyoki
Bikhare panno se hai ye meri jindagi